Year: 2012
Na dhalta dekha na ubharta dekha…Dekha jab b sar per charta dekha…
- Syeda Vaiza Zaidi
- Posted on
Na dhalta dekha na ubharta dekha…Dekha jab b sar per charta dekha… Suna hay k jalati hay tapish iski boht…Mainy mager raat main na kabi isko dekha… Sard say ehsas main mana taqwiyat thi mili…Haan mager is say apna rang b jalta dekha… Najanay kia israar shaksiyat main hay iski…Mainy dunya ko gird iskay hamesha…
Read MoreKahay ki tag o do main phansatay ho khud ko
- Syeda Vaiza Zaidi
- Posted on
kahay ki tag o do main phansatay ho khud ko…
aik din tera yehan naam o nishaan b nahi rehna…
